How to work in Forex market ? in Hindi in Urdu
Forex Market: - Forex market kaise kam karta hai? Kaise isme paisa kamaya jata he ? Forex me sabhi currencies ko pairs yane jodo ki surat me dikhaya jata he. USD/EUR, JPY/USD ya INR/USD. Koi bhi currency doosri currency ke badle kharidi bhi ja sakti he aur bechi bhi ja sakti he. first currency ko Base Currency kahajata he aur doosri ko Quote Currency kaha jata he.
Jab koi trade EUR/USD ka pair kharidi karta he to iska
matlab ye ke use ye ummid he ke EUR currency amrican Dollar ke muqable mazboot
hone wala he is tarha use fiada hog uski income hogi.
Istarha forex trading ke zariye paisa kamaya jata he. lakin
ek baat yaad rakhe forex trading ke naam par kafi fraud kiya jata he. kai
company is naam par lakho ki thagi yani fraud kar chuki he.
Forex trading ho ya koi aur online work pehle achchi tarha
in works ke bare me jankari hasil kare phir iske baad hi in work me paisa lagye
aur zydatar work jin me kam paisa laga kar zyada ka lalch diya jata he wo fraud
hote he.