Thursday, 18 October 2012

google adsense earn mony many many more

This is a best blog for you.
ji han  is blog me hum aapko google adsense se paisa kamane ke bare me jankari paish kar rahe hai.
google adsense ek aisa account hai jis ke zariye aap apne blog ya website par jiska content aap ka khud ka bnaya hua ho us par aap google adsense ke ad laga kar achchi khasi kamai kar sakte hai.

google adsense hindi zuban ya urdu zuban ko philahal sport nahi karta hai. is liye aap ka blog ya website google adsense jis zaban ko sport karta hoa yani jaise english arabic etc to aap apni aisi website par google ke ad laga sakte hai.

google adsene ke account ko hasil karna assan nahi hai. sabse pehle aapko iske li 6 month itezar karna hoga agar aapka blog ya website india ki hai yani aap indian hai to ap ko 6 month old blog ya web par hi ad lagane ke liye parmision mile gi.

adsense ke account ke hasil hone ke baad ap ko payment ke liye 100$ tak intezar karna hoga. yani aap ko par click par jitne dolar milte hai wo dolar jab tak 100$ tak na pahunch jay aap ko payment nahi hasil hoga.

payment hasil karne ke liye google aapka adress verify karta hai jis ke lye aap ko ek mail post kiya jayga aap ke adress par jis me ek pin hoga is pin number ko ap ko apne adsense account me dalna hoga tab jakar aapka address verify hoga.