Thursday, 17 May 2012

wazan kam karne ka tariqa

  1. net par beshumar wazan kam karne ki tips aap ko dikhai deti hain. meri ray me wazan kam karne ke liye bahut zyada pareshan hone ke bajay jald se jald kuch baton ka khyal rakhna shuru kar dena chiye.
  2. Sab se pehle agar aap muslim hain to fajar ki nama pabandi se padhna shuru kardain.
  3. Fajar ki namaz ke baad tafrih ke liy jain. yani rozana subah subah tafreeh ke liy nikle.
  4. jab bhi kahna khane baithe to ek palki se baithain yani aise baithe ke pait thoda sa daba rahe.is tarha khana tohda kam khane me aiga.
  5. had se zyad kam khan khan bhi nuksandeh he laikn zyada khan khana bhi nuksan pauchata he.